Wednesday 11 January 2012

Peepli Live

  • Movie Name: Peepli Live
  • Movie Director: Anusha Rizvi
  • Movie Producer: Aamir Khan,Kiran Rao
  • Movie Cast: Omkar Das Manikpuri, Raghuveer Yadav, Malaika Shenoy, Nawazuddin Siddiqui, Shalini Vatsa, Farrukh Jaffer, Vishal O Sharma
  • Music Composer: Indian Ocean, Ram Sampat, Nageen Tanvir
  • Lyric’s Writer: Sanjeev Sharma, Swanand Kirkire, Noon Meem Rashed, Gangaram Sakhet
  • Music Label: T-Series
  • Movie Release Year: August 13, 2010
Lyrics Song List
  1. Des Mera Song
  2. Mehngai Dayain
  3. Zindagi Se Darte Ho
  4. Chola Maati Ke Ram
  5. Des Mera – 1
Lyrics Song: Des Mera Song
Lyricist: Sanjeev Sharma, Swanand Kirkire

Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Des mera rang rez yeh babu
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Gai bahad hai kankar shankar
Baat hai chhoti bada patangad
Gai bahad hai kankar shankar
Baat hai chhoti bada patangad
Arrey India sir yeh cheez durandar
India sir yeh cheez durandar
Rang rangeela parja tantar
Rang rangeela parja tantar
Saat rang satranga mera
Badranga sa pada jamela
Saat rang satranga mera
Badranga sa pada jamela
Gira gagan se khajoor mein jhela
Sukh dukh pakdam pakdi khela
Haye ek rang duniyo ka niraala
Ek rang agyaani
Rang rang mein odh lagi hai
Rang rangi mann maa ne
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Sookhe naina rookhi akhiyan
Dhundla dhundla sapna
Aasu bhi namkeen hai pyaare
Jo tapke so chakhna
Sookhe naina rookhi akhiyan
Dhundla dhundla sapna
Aasu bhi namkeen hai pyaare
Jo tapke so chakhna
Dhundla dhundla sapna pyaare, dhundla dhundla sapna – 2 times
Sookhe naina rookhi akhiyan, sookhe naina rookhi
Dhundla dhundla sapna pyaare, dhundla dhundla sapna
Des mera rang rez yeh babu
 
 
Lyrics Song: Mehngai Dayain
Singer: Raghuveer Yadav

Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Har mahina uchle petrol, diesel ka uchla hai role
Shakkar bai ke kahe bol
Har mahina uchle petrol, diesel ka uchla hai role
Shakkar bai ke kahe bol
Ussa baans maati daang mari jaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Soya bean ka ka behaal, garmi se pichke hain gaal
Ghir gaye patte, pakk gaye baal
Arrey soya bean ka ka behaal, garmi se pichke hain gaal
Ghir gaye patte, pakk gaye baal
Aur makka ji ji bhi khaye gayi maat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Arrey kadoo ki ho gayi barmaar
Kakdi ne kargai hahakaar
Matar bhi toh lago parsaad
Arrey kadoo ki ho gayi barmaar
Kakdi ne kargai hahakaar
Matar bhi toh lago parsaad
Aur aagey ka kahun kahe nahin jaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Aye saiyan, aye saiyan re .. more saiyan re khoob kawaein, saiyan ji ..
Arrey kama kama ke marr gaye saiyan
Pehle takde takde the ab duble patle ho gaye saiyan
Arrey kama kama ke marr gaye saiyan
Motey saiyan patle saiyan
Arrey saiyan marr gaye hamare kisi aaye gaye mein
Mehngai dayain maare jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain maare jaat hai
Sakhi saiyan toh khoob hi kamaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
Mehngai dayain khaye jaat hai
 

Lyrics Song: Zindagi Se Darte Ho
Singer: Indian Ocean

Zindagi se darte ho, zindagi se darte ho
Zindagi se darte ho, zindagi se darte ho
Zindagi toh tum bhi ho
Zindagi toh tum bhi ho, zindagi toh hum bhi hain
Aadmi se darte ho
Aadmi se darte ho, aadmi toh tum bhi ho
Aadmi toh tum bhi ho, aadmi toh hum bhi hain
Tum abhi se darte ho
Aadmi zubaan bhi hai, aadmi bayaan bhi hai
Aadmi zubaan bhi hai, aadmi bayaan bhi hai
Haq aur maani ke rishte aaye aahat se
Aadmi hai babasta
Aadmi ke daaman haan aadmi ke daaman se
Zindagi hai babasta
Iss se tum nahin darte ho
Iss se tum nahin darte ho
Ankahi se darte ho
Jo abhi nahin aayi uss kadi ki aamat ki
Aaghai se darte ho
Tum abhi se darte ho
Pehle bhi toh guzre hain
Pehle bhi toh guzre hain
Daur naarsaayi ke, mere ya khudayi ke
Phir bhi yeh samajhte ho
Pehle bhi toh guzre hain
Daur naarsaayi ke, mere ya khudayi ke
Phir bhi yeh samajhte ho
Phir bhi yeh samajhte ho
Yeh chura aarzoo mandi
Yeh shabe saba bandi
Hai rahe khuda bandi
Tum yehi samajhte ho
Tum agar yeh kya jaano
Labh magar nahin hilte
Haath jaga udte hain
Haath bole udte hain
Subah ki aa zaa banke
Roshni se darte ho
Roshni toh tum bhi ho, roshni toh hum bhi hain
Tum abhi se darte ho
Kurahe shauk tumhe jaise, rahe ron ka khoon lapke
Ik naya junoon lapke
Kurahe shauk tumhe jaise, rahe ron ka khoon lapke
Ik naya junoon lapke
Maut bhi jalak uthe
Aadmi hasse dekho
Shehar phir basse dekho
Tum abhi se darte ho – 4 times
 

Lyrics Song: Chola Maati Ke Ram
Singer: Nageen Tanvir

Chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Chola maati ke ho
Chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Haye chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Dona jaise guru chale gaye, kaaran jaise daahik
Sangai kaaran jaise daani
Bali jaise beer chale gaye, raavan das beemahi
Chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Kono rees nah, kono rahaye bahiya hi sab ke paarik
Ik din aayi sab pe paari
Kaal ko nola chode naahin, raja rank bikhari
Chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Bause paal lagey barahe the, hari ke naam sumarle
Sangi hare ke naam sumarle
Aye duniya maaya ke re pagla, jeevan mukti kar le
Chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Chola maati ke ho
Haye chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re
Haye chola maati ke ram
Ekar ka barosa, chola maati ke re – 3 times
 

Lyrics Song: Des Mera – 1
Singer: Indian Ocean

Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Des mera rang rez yeh babu
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Dhool dugar mein jantar mantar
Bahar se bolo gehra andar
Dhool dugar mein jantar mantar
Bahar se bolo gehra andar
Arrey India sir yeh cheez durandar
India sir yeh cheez durandar
Jaib dalidar dil hai samandar
Jaib dalidar dil hai samandar
Koi na jaane kahan thikaana
Ghoome chakkar chalte jaana
Koi na jaane kahan thikaana
Ghoome chakkar chalte jaana
Na hai paani na hai daana
Dhoondh hi lazy lega bahana
Sookhe naina rookhi akhiyan
Dhundla dhundla sapna
Aasu bhi namkeen hai pyaare
Jo tapke so chakhna
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Des mera rang rez yeh babu
Ghaat ghaat yahan ghat ta jadoo
Dhoop kya jaane tu kitna paani, kitna paani kitna – 4 times
Des mera rang rez yeh babu


EmoticonEmoticon